Raat ho chali thi ,, Saniya ne khud ko sambhal liya tha , vo arman ko sula chuki thi
Usne bathroom ka door khola aur shower on kar uske neeche baith gayi uski aankhon se aansun gir pade
Dil hanste hanste ro pada
Dard aansuon mein hai badha
Dil hanste hanste ro pada
Dard aansuon mein hai badha
Jab se vo teeno usai kuch na kuch suna gaye ,, usai apne sar mein ajeeb sa betahasha dard hone laga ,, jaise uske sar ki nase hee phat jayegi
Tooti sabse yaari
Main toh zindagi se haari
Gayi saanson ko dukha ke kahan pe ye hawa
Vo ro rahi thi , uska sawal apne rab se tha ki kyun ?? Kyun usi ke saath aisa huwa
Kyun Rabba iss qadar todeya ve
Ki ik tukda na chhodeya
Dhadakne ke liye dhadkano mein
Kuch na bacha
Kyun Rabba iss qadar todeya ve
Ki ik tukda na chhodeya
Dhadakne ke liye dhadkano mein
Kuch na bacha
Sab kuch bikhar gaya Vo saniya jo otni strong dikhti hai vo andar se khaak ho chuki thi
Todeya ve
Todeya ve
Dhadkano ne
Todeya ve
Tutna bikhar na tadap na rona sab kuch uski kismat mein tha ,, uske haath mein hota toh vo kabhi arhan ko chod kar na aati
Khud ka wajood kho gaya
Saaya bhi paraya ho gaya
Dekha hai tujhko kahin pe
Bole mera aaina
Khud ka wajood kho gaya
Saaya bhi paraya ho gaya
Dekha hai tujhko kahin pe
Vo mar jaati lekin usse dur na jaati , puri zindagi vo ek shaqs usai deewano ku ki tarah chahta tha, vo usai bhala kaose rula tee ,, pata nahi kyon uska naseeb itna bura tha,,, apni nazron mein bahut buri ban chuki thi vo
Khudko na pehchaanu
Pata khud ka na jaanu
Jaaun main kahan pe
Dikhe na raasta
Aaj unn teeno ka samna nahi kar payi lekin kal ko Saamne arhan ho ga toh khuda jaane vo kya karegi
Kyun Rabba iss qadar todeya ve
Ki ik tukda na chhodeya
Dhadakne ke liye dhadkano mein
Kuch na bacha
Kyun Rabba iss qadar todeya ve
Ki ik tukda na chhodeya
Dhadakne ke liye dhadkano mein
Kuch na bacha
Dil ka naseeb tha bura
Jo socha tha woh na hua
Door se jo laga samandar
Tha woh manzar ret ka
Dil ka naseeb tha bura
Jo socha tha woh na hua
Door se jo laga samandar
Tha woh manzar ret ka
Vo pani ki boondein aur aansun vo itna tadap kar ro rahi thi Arhan saamne hota toh seene se laga leta , vo apne liye maut ki dua karney lagi thi
Dhokha de gayi taqdeerein
Jhoothi nikli laqeerein
Karun kispe yaqeen samajh mein aaye na
Kyun Rabba iss qadar todeya ve
Ki ik tukda na chhodeya
Dhadakne ke liye dhadkano mein
Kuch na bacha
Kyun Rabba iss qadar todeya ve
Ki ik
tukda na chhodeya
Dhadakne ke liye dhadkano mein
Kuch na bacha
Jab waqt aaya hamari naseeb mein khushiyan likhne ka
Toh kambakht siyahi hee khatam ho gayi .....
Write a comment ...